zindagi mai tum nahi
bas yadoon mai rehti ho
zubaan se kuch bolo ya nahi
aankhon se sab kuch kehti ho
yeh shaam kuch alag si
ya shayad aaj saath nahi to alag si
udas to hum bhi hai
par zindagi kaha rukti hai
kuch yunhi tum bhi behti ho
Tuesday, January 18, 2011
Unki 'na' par sawal hume bhi tha....
Hume pyar ab bhi hai
hume pyar tab bhi tha
par unki ek 'na' par
sawal hume bhi tha
unhone kaha chale jao apne raste
humne kaha kahan jaye har rasta tumhi ko tha
unhone kaha na yaad karna hume ab
humne kaha yad karne ke liye bhulna zaruri tha
unhone kaha reh lenge hum akele,chand bi to akela hai
humne kaha hum to tare hai tumhare,bin taro ke to chand bhi adhura hai
unhone kaha hume koi aur mil gaya
humne kaha tumme hume apna pyar mil gaya
unhone kaha kyu chahte ho hume itna?
Humne kaha sache pyar ko iska jawab hi to nahi milta
unhone kaha hum ja rahe hai aur ab kabi nahi aayenge
humne kaha hum intezar karenge aur aap zaroor aayenge....
Hume pyar ab bhi hai
hume pyar tab bhi tha
par unki 'na' par
sawal hume bhi tha...
By abhimusafir..... :)

Subscribe to:
Comments (Atom)